09/09/2026
(Fun Fact)
🐓 Kya aapko pata hai?
Aseel murghi saal mein bohat kam ande deti hai (dusri breeds ke muqaable mein), lekin iski wajah ye hai ke iska j**m strength aur stamina par focus karta hai, na ke sirf egg production par.
Yehi wajah hai ke Aseel ko "quality over quantity" wali breed kaha jata hai! 🥚➡️💪
Kya aap ke khayal mein ye baat sahi hai? Apni raye dein 👇