26/08/2026
🌿 Aapka Apna Jamela Farm House — Jahan Khushiyan Aur Sakoon Milte Hain! 🌿
Kya aap bhi shehar ki shor-shabaat se door, apne ghar walon ke sath ek behtareen din guzarna chahte hain?
Jameela Farm House laye aap ke liye:
✨ Saf-suthra aur chilled Swimming Pool
✨ Lush green grounds aur outdoor seating
✨ Bachon ke khelne ki khuli jagah
✨ BBQ area aur full privacy
Family get-together ho, birthday party ho ya doston ke sath hangout—yahan har pal yaadgar banega!
📍 Location: [Near memon goth malir karachi]
📞 Booking & Details:0317-0181101,0317-0481101
💬 Direct message karein aur aaj hi apni date reserve karein!