30/09/2026
Sbhi bhaiyo ko ram ram ye to Amit vats hai Usne muje female fresh bolke di thi or 1 mahine me hit pe aane ke liye bola or ye mere pass 5 se 6 mahine bhi nhi aai to mene es ko kuch treatment diya to ye hit pe aai or Jb ye aai to esne pss girana suru kiya to mene bola to bole ki ye apke treatment ki vje se huaa hai